Ahmed Mushtaq
Ye tanha raat ye gehri fazaayeinUse dhundhe ki usko bhool jaayein
Kya husn hai jamaal hai kya rang roop haiWo bheed mein bhi jaaye to tanha dikhayi de
Krishna Bihari Noor Read More »
Hazaar chehre hain maujood aadmi gaayab Ye kis kharaabe mein duniya ne la ke chhod diya
Ek lamhe mein kata hai muddaton ka faasla Main abhi aaya hoon tasveerein puraani dekh kar
Girja mein mandiron mein azaanon mein bant gaya Hote hi subah aadmi khaano mein bant gaya
Shohrat ki bulandi bhi pal bhar ka tamaasha hai Jis daal pe baithe ho wo toot bhi sakti hai