Bashir Badr
Main bolta hoon to ilzaam hai bagaawat kaMain chup rahun to badi bebasi si hoti hai
Aane wale jaane wale har zamaane ke liyeAadmi mazdoor hai raahein banaane ke liye
Hafeez Jaalandhari Read More »
Tamaashai bane rahiye tamaasha dekhte rahiyeYahi duniya hai to kab tak ye duniya dekhte rahiye
Dil aabaad kahaan reh paaye us ki yaad bhula dene seKamra veeraan ho jata hai ik tasveer hata dene se
Raste me mil gaya to shareek-e-safar na jaanJo chhanv meharbaan ho use apna ghar na jaan