Bashir Badr
Main bolta hoon to ilzaam hai bagaawat kaMain chup rahun to badi bebasi si hoti hai
Bade logon se milne mein hamesha faasla rakhnaJahaan dariya samunder se mila dariya nahin rehta
Shohrat ki bulandi bhi pal bhar ka tamaasha hai Jis daal pe baithe ho wo toot bhi sakti hai