Waseem Barelvi
Kaunsi baat kab kahaan kahi jaati haiYe saleeka ho to har baat suni jaati hai
Main aaj zad pe agar hoon, to khush gumaan na hoCharaag sab ke bujhenge, hawaa kisi ki nahin
Kuch yun lagta hai tere saath hi guzra wo bhiHum ne jo waqt tere saath guzara hi nahi
In dino garche daccan mein hai badi kadr-e-sukhanKaun jaaye ‘Zauq’ par Dilli ki galiyaan chhodkar
Pareshaan hone walon ko sukoon kuch mil bhi jata haiPareshaan karne walon ki pareshaani nahin jaati
Seemaab Akbarabadi Read More »