Nusrat Mehndi
Aql ko bhool ja kuch der to naadaani karMaslahat chhod zara ishq mein aasaani kar
Usulon par jahaan aanch aaye takraana zaruri haiJo zinda ho to fir zinda nazar aana zaruri hai
Chaman mein rakhte hain kaante bhi ik makaam ae dostFakat gulon se hi gulshan ki aabroo to nahin
‘Aapse ek baat kehni hai’, bas itni baat thiMujhko itni baat kehne mein zamaane lag gaye