Apne sab yaar kaam kar rahe hainAur hum hain ke naam kar rahe hain
Wo ishq jo humse seekha thaWo ab tum kisse karte ho
Jo dekhta hoon wahi bolne ka aadi hoonMain apne shahar ka sabse bada fasaadi hoon
Nahin duniya ko jab parwaa hamaariTo phir duniya ki parwaa kyun karein hum